Mittwoch, 25. Dezember 2024

Ghazal of Parveen Shakir

URDU  GHAZAL OF PARVEEN SHAKIR 

To be translated into English  By J.Adil 



GHAZAL OF 
Parveen Shakir

KABHI AARSH PAR KABHI FARSH PAR 


KABHI RUK GAYE
KABHI CHAL DIYE
KABHI CHALTE CHALTE BHATAK GAYE
YUHI UMR SAARI GUZAAR DI 
YUHI ZINDAGI KE SITAM SAHAE 
KABHI NEEND MAIN KABHI HOOSH MAIN
TU JAHAN MILA TUJHE DEEKH KAR
NA NAZAR MILI NA ZABAN HILI
YUHI SAR JHUKA KE GUZAR GAYE
KABHI ZULF PAR KABHI CHASHM PAR
KABHI TERE HASEEN VAJUUD PAR
JO PASAND THEE MERI KITAAB MAIN
 WO SHER SARE BIKHAR GAYE 
MUJHE YAAD HAI KABHI EK THEE 
MAGAR AAJ HAM HAI JUDA JUDA 
WO JUDA HUAE TO SAWAR GAYE
HAM JUDA HUYE TO BIKHAR GAYE 
KABHI AARSH PAR  KABHI FARSH PAR
KABHI UN KE DAR KABHI DAR BADAR
GHAMEE ASHIQI TERA SHUKRIA
HAM KAHAN KAHAN SAE GUZAR GAYE 


Yet to be translated in English by J.Adil 







Disclaimer: The contents

expressed in this article or blog are the

author's personal views only and are at

the sole discretion of the reader to agree

or disagree and in no way constitute

any direct or indirect obligation of the

author in the way it is perceived or

practiced. The author strongly

recommends readers disregard any part

of content that is deemed to interfere

with the reader's well-being








Keine Kommentare:

Kommentar veröffentlichen

Happy new year 2025

H HAPPY NEW YEAR 2025 "LOVE ALL, TRUST A FEW, DO WRONG TO NONE."- Willam Shakespeare  Touching new year wishes: May the tears you ...